puchhe jo koi meri nishani rang hina likhna
gore badan pe ungli se mera nam ada likhna
kabhi kabhi aas pas chand rehta hain
kabhi kabhi aas pas sham rehti hain
aao na aao na jahnam me behne de
wadi ke mausam bhi ek din to badlenge
kabhi kabhi aas pas chand rehta hain
kabhi kabhi aas pas sham rehti hain
aau to subah jau to mera nam sabah likhna
barf pade to barf pe mera nam dua likhna
jara jara aag wag pass rehti hain
jara jara angdi ki aanch rehti hain
kabhi kabhi aas pas chand rehta hain
kabhi kabhi aas pas sham rehati hain
shame bujhane aati hain rate
rate bujhane tum a gaye ho
jab tum haste ho din ho jata hain
tum gale lago to din so jata hain
doli uthane aayega din to
pas bitha lena kal jo mile to
mathe pe mere suraj uga dena
jara jara aas pas dhup rahegi
jara jara aas pas rang rahenge
jara jara aas pas dhup rahegi
jara jara aas pas rang rahenge
puchhe jo koi meri nishani rang hina likhna
gore badan pe ungli se mera nam ada likhna
kabhi kabhi aas pas chand rehta hain
kabhi kabhi aas pas sham rehti hain
kabhi kabhi aas pas chand rehta hain
kabhi kabhi aas pas sham rehti hain
kabhi kabhi aas pas chand rehta hain
kabhi kabhi aas pas sham rehti hain