bach bach bach bach ke bach bach ke
bach bach ke bach bach ke
bach ke kaha jaoge bach ke kaha jaoge
bach ke kaha jaoge bach ke kaha jaoge
in nigaho se in adao se
bach ke kaha jaoge bach ke kaha jaoge
mera khyalo ka gheragherega tumko machal kar
rasta na paoge babu rah jaoge hath mal kar

bechain halat tumhari kahti hai dil ka fasana
mahfil me ghabra rahe ho sambhalo tumhe humne jana

gahari hai meri nigahe jaise samundar me moti
din me sitare gagan ke chine sitare se jyoti

bach ke kaha jaoge bach ke kaha jaoge.