abba-abba, abba-abba, abba-abba, abba-abba
abba-abba, abba-abba, abba-abba, abba-abba
andekhi jaise hawa bolo, bolo, bolo
hai vo hai cheej kya, bolo
khyaal, no o no
surat to koi nahi fir bhi badi hai haseen
bolo na, hawa
wrong jawab once more
jiske sahare chale zami aasmaan
ye dono jahan, are bolo na bolo
khuda, very much near
socho aur socho
vo cheej apni jagah pe khuda hai
magar naam uska koi dusra hai
na vo takht dekhe, na taaj dekhe
na din-raat dekhe, na kal-aaj dekhe
koi smajhe shola, koi samjhe shabnam
koi saaz samjhe, koi samjhe sargam
are bolo bolo, bolo bolo
love, mohaabat, pyaar o ya
to aankho se nafrat ke parde uthaaye
mohabbat kare khush rahe muskuraaye
to aankho se nafrat ke parde uthaaye
mohabbat kare khush rahe muskuraaye
abba-abba, abba-abba, abba-abba, abba-abba
agar pyaar na ho to kya jindagi hai
mohabbat hi sabse badi bandagi hai
jahan pyar dekhe wahi sar jhukaaye
jahan pyar dekhe wahi sar jhukaaye
mohabbat kare khush rahe muskuraaye
abba-abba, abba-abba, abba-abba, abba-abba
ye khamosh aankh ki rangi juba hai
dilo ke milne ki ye ek daastan hai
vo nagma hai jisko farishte bhi gaaye
vo nagma hai jisko farishte bhi gaaye
mohabbat kare khush rahe muskuraaye
abba-abba, abba-abba, abba-abba, abba-abba
to aankho se nafrat ke parde uthaaye
mohabbat kare khush rahe muskuraaye
abba-abba, abba-abba, abba-abba, abba-abba.