Phoolon sa mahke
Sada tera ghar sansar
Ja beti ghar aapane
Tohe asihas hazar
Ro ke rula ke hath chhuda ke
Tu to chali jayegi pardesh
Ro ke rula ke hath chhuda ke
Tu to chali jayegi pardesh
Sukh me lipati is bela mein
Sukh mein lipati is bela mein
Maan pe lage yu tes re
Tu to chali jayegi pardesh
Ro ke rula ke hath chhuda ke
Tu to chali jayegi pardesh
Babul ki muskan hain beti
Mamta ki pahchan hain beti
Mamta ki pahchan hain beti
Aan hain beti shan hain beti
Jisam hain babul jaan hain beti
Jisam hain babul jaan hain beti
Khusiyo ki barsat waha ho
Khusiyo ki barsat waha ho
Jis ghar tu kare parwesh re
Tu to chali jayegi pardesh
Chali jayegi pardesh
Chali jayegi pardesh pardesh
Tu to chali jayegi pardesh
Main tere aagan mein
Babul char dino ko aayi
Main tere aagan mein
Babul char dino ko aayi
Mujhse kasa moh ke
Main to pada huyi parayi
Beti to bas palan karti
Beti to bas palan karti
Babul ka aadesh re
Tu to chali jayegi pardesh
Ro ke rula ke hath chhuda ke
Tu to chali jayegi pardesh
Doli chadiya mariya
Pher chika babala
Menu le chale babala
Le chale ve babala meri
Gat car doli le chale babala
Menu rakh le babala le chale ve
Chali jayegi chali jayegi pardesh
Chali jayegi chali jayegi pardesh
Pardesh tu to chali jayegi pardesh
Ro ke rula ke hath chhuda ke
Tu to chali jayegi pardesh.