mere khayalo ki rahagujar se, wo dekhiye wo gujar rahe hai

mere nigaho ke asma se, jamine dil par utar rahe hai

ye kaise mumkin hai hamnashino, ye kaise mumkin hai hamnashino
ki dil ko dil ki khabar na pahunche, ki dil ko dil ki khabar na pahunche
unhe bhi ham yad ate honge, ki jinko ham yad kar rahe hai
mere khayalo ki rahagujar se, wo dekhiye wo gujar rahe hai
tumhare hi dam kadam se thi, tumhare hi dam kadam se thi
jinaki maut aur jindagi abarat, jinaki maut aur jindagi abarat
bichad ke tumse wo namarad, abb na ji rahe hai na mar rahe hai
mere khayalo ki rahagujar se, wo dekhiye wo gujar rahe hai
isi mohabbat ki rojo shab ham, isi mohabbat ki rojo shab ham
sunaya karte the dastane, sunaya karte the dastane
isi mohabbat ka nam lete huye bhi, ham aaj dar rahe hai
mere khayalo ki rahagujar se, wo dekhiye wo gujar rahe hai
chale hai thode hi dur tak, bas wo sath mere salim phir bhi

ye bat kaise mai bhul jau, ki ham kabhi hamsafar rahe hai
mere nigaho ke asma se, jamine dil par utar rahe hai
mere khayalo ki rahagujar se, wo dekhiye wo gujar rahe hai
mere khayalo ki rahagujar se, wo dekhiye wo