Tum pas ho jab mere,
Mosam bhi nikhar jaye
Tum pas ho jab mere,
Mosam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye,
Takdir sawar jaye
Tum pas ho jab mere,
Mosam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye,
Takdir sawar jaye
Tum pas ho jab mere
Puchha jo kisi ne kon hu mai,
To chand ne aakar samjhaya
Ye bhi ek chand hai meri tarha,
Suraj ne hai jisko chmakaya
Suraj ne hai jisko chmakaya,
Tum suraj ho mere main
Tera chand sanam
Mai pyar ka hu ek dil,
Tum dil ki ho dhadkan,
Tum pas ho jab mere
Aankho me tum hi tum chhaye
Kase kuch aur najar aaye
Soyi ho ya jagi ye aankhe
Tu hi aaye tu hi jaye
Tu hi aaye tu hi jaye,
Anjane rahi ko
Tune manzil dikhalayi
Phachan ho tum meri ho
Mere hum rahi
Tum pas ho jab mere
Aa pas to aa pas aake sun le jara
Har dhadkan bole naam tera
Ye naam hi ab puja meri,
Puju har pal ae jane wafa
Puju har pal ae jane wafa
Hai pyar agar sola to
Pyar hai shabanam bhi
Jo dard hai pyar agar to
Pyar hai marham bhi
Tum pas ho jab mere,
Mosam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye,
Takdir sawar jaye
Tum pas ho jab mere,
Mosam bhi nikhar jaye
Ek pyar ubhar aaye,
Takdir sawar jaye
Tum pas ho jab mere.