Mera dil ek khali kamra
Kamre mein koyi rehne laga
Mera dil ek khali kamra
Kamre mein koyi rehne laga
Mera dil ek khali kamra
Kamre mein koyi rehne laga
Yeh sara zamana kehne laga
Yeh sara zamana kehne laga
Kamre mein koyi rehne laga
Is chor ko ghar se nikalo
Maine kaha zor laga lo
Are yeh nahin jaayega
Chala gaya to phir
Wapas nahi aayega
Mera dil ek khali kamra
Kamre mein koyi rehne laga
Bachpan ki koyi kahani hai
Ya iska naam jawani hai
Yeh haal na jaane kab se hai
Pehle se tha ya ab se hai
Koyi is se kuch mat kehna
Koyi is se kuch mat kehna
Yeh meri guzarish sab se hai
Sun lo oh duniya waalon
Tum chaahe shor macha lo
Are yeh nahin jaayega
Chala gaya to phir
Wapas nahi aayega
Mera dil ek khali kamra
Kamre mein koyi rehne laga
Ek dil bole yeh apna hai
Ek dil bole nahin sapna hai
Sara din dil dhadakta hai
Phir sari raat jagata hai
Gussa aata hai bahut magar
Gussa aata hai bahut magar
Thoda sa pyaar bhi aata hai
Koyi bole dil de dalo
Koyi bole dil de dalo
Yeh nahin jaayega
Chala gaya to phir
Wapas nahi aayega
Mera dil ek khali kamra
Kamre mein koyi rehne laga
Yeh chor nahin mor hai yeh
Yeh mor nahin koyi aur hai yeh
Yeh chor nahin mor hai yeh
Yeh mor nahin koyi aur hai yeh
Khali pinjra reh jaayega
Yeh panchhi tod jaayega
Yeh bhoola bhatka raahi hai
Yeh bhoola bhatka raahi hai
Kisi mod se yeh mod jaayega
Chalo mujhse sharat laga lo
Kore kaagaz pe likh walo
Are yeh nahin jaayega
Chala gaya to phir
Wapas nahi aayega
Mera dil ek khali kamra
Kamre mein koyi rehne laga.