gunaho ka diya tha hak to pachtane ka hak bhi de
mujhe apne kiye par aap sharmane ka hak bhi de
jo thokar kha chuka ho usko thukrane se kya hasil
agar girne ka hak tha phir sambhal jane ka hak bhi de
ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
rashte na band kar ek gunahgar ke
chun sake to ashk chun ek sharmshar ke
jalke apni aag me dil swah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
aaftab ke khuda roshni ki bhikh de
mar chuki hu ek nayi jindagi ki bikh de
ab karam bhi kar sitam bepanah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
ruh khatam ho gayi dil tabah ho gaya
dusre se rok le ek gunah ho gaya
ruh khatam ho gayi.