Bakhuda Khullam Khulla Lyrics | Zameen Aasmaan

Lyricist : Indeevar
Music Director : AVeerappan , Kishore Kumar
Singer : Kishore Kumar
                        
                        geergit geergit
geergit ye geergit
are geergit jaisa aaj ka insaan
badle pal pal rang
dekh ke haal jaha ka yaaron
hum to rah gaye dang

baakhuda khullam khullaa
kahta hai rahmad ulla
baakhuda khullam khullaa
kahta hai rahmad ulla
teri duniya ka ya rab kaisa ye dastur hua
asli ko puchhe na koi nakli mashur hua
baakhuda khullam khullaa
kahta hai rahmad ulla
baakhuda khullam khullaa
kahta hai rahmad ulla

hai sab daulat ke pichhe
machi hai dauda daudi
jo dil bajaar me bencho
denga na koi kodi
hai sab daulat ke pichhe
machi hai dauda daudi
jo dil bajaar me bencho
denga na koi kodi
husn ke naam pe yaaro haa haa haay
husn ke naam pe yaaro
khajaane khul jaate hai
usulon waale dil bhi barf se ghul jaate hai
ghotala aisa tujhko kaise manjur hua
baakhuda khullam khullaa
kahta hai rahmad ulla

naam kisi ka maal kisi ka
chal nikla vyopaar
jaha pe dekho garam garam chori ka bajaar
naam kisi ka maal kisi ka
chal nikla vyopaar
jaha pe dekho garam garam chori ka bajaar
aankhe rakhte hai magar haa haa haay
aankhe rakhte hai magar
fir bhi andhe hai kai
bina aankho ke dekhe aisi bande hai kai
naam hi sacchai ka duniya se dur hua
baakhuda khullam khullaa
kahta hai rahmad ulla

heera to kaanch bana hai
kaanch bana heera
heera to kaanch bana hai
kaanch bana heera
ke ? khaaye malaai ? beda
ke ? khaaye malaai ? beda
heera to kaanch bana hai
kaanch bana heera
waah re beimaani, waah re beimaani
teer ye kaise chhode
gadhe par, gadhe par, gadhe par
gadhe par jo na baithe
daudaate hai vo ghode

ber hai mahange mahange
sastaa angur hua
baakhuda khullam khullaa
kahta hai rahmad ulla
baakhuda khullam khullaa
kahta hai rahmad ulla
badh ke bitwa, hai bitwa, hai bitwa