ek rat ki hai bat mai soyi thi akeli
soyi thi akeli na tha sang na saheli
ek rat ki hai bat mai soyi thi akeli
soyi thi akeli na tha sang na saheli
khuli aankhe jo meri to dekha ye
koi dekhta tha pyar bhari aankho se
mai chikhi chillai machaya shor mujhe
khinch liya khinch liya apni aur
usne mujhe zoro se yu pakda
usne mujhe baho me yu jakda
mai hu ladki mai kya karti rah gayi mai aahe bharti
wo to sher tha diler tha chodi thi uski chhati
mai thi kamzor usko kaise rok pati
wo to sher tha diler tha chodi thi uski chhati
mai thi kamzor usko kaise rok pati
uske man me irade rahe the jag
jaise van me bhadkti hai van ki aag
bhag jane ka usne moka na diya
mujhko sine se apne laga liya
usne mujhe zoro se yu pakda
usne mujhe baho me yu jhakada
mai hu ladki mai kya karti rah gayi mai aahe bharti
usne balo ko bhi chuma mere galo ko bhi chuma
mujhe hatho par uthake bade naz se vo ghuma
usne balo ko bhi chuma mere galo ko bhi chuma
mujhe hatho par uthake bade naz se vo ghuma
uske pyar me na jane tha kaisa josh
dhire dhire mai khone lagi apne hosh
na man chhu saka vo badan hi chhua
dosh nahi mera jo kuch bhi huya
mai hu ladki mai kya karti rah gayi mai aahe bharti
tab mai panch sal ki thi aur vo tha mera dada
pyar kiya usne lekin rakhi mariyada
tab mai panch sal ki thi aur vo tha mera dada
pyar kiya usne lekin rakhi mariyada
tumko bato me bhudu banana tha
ye to pichla ek badla chukana tha
gar jaloge jalaungi mai jo sataoge sataungi mai
mai hu ladki ha aajkal ki na tum ho bade na mai chhoti