Taro Ki Chaon Tale Shama Parwane Mile Lyrics | Zarak Khan

                        
                        taro ki chao tale shamma parawane mile
hoya kurban meri jan mile dil se dil jale
taro ki chao tale shamma parawane mile
haye taro ki chao tale shamma parawane mile

husan ke andaj hai mashoor janhan me
main haseen hu isliye hai noor jaha me
dekh ke mujhko kisi shayar ne kaha tha
utari hai asma se koi noor jaha me
are tune suna hi nahi fir apna fasana
are ishq jise chahe bana dale diwana
ho dekh ke mujhko to bhi tune kaha tha
tere liye chhod du me sara zamana
chalta koi zor nahi shokh
nigaho ka haseen raag jab chale
taro ki chao tale shamma parawane mile

dil se meri aaj nikalo to kahu me
badhti dhadkasno ko chupa lo to kahu me
dekh liya mane tumeh mast najar se
dagmagate paw sambhalo to kahu me
are teri nigaho ko kaha jam humne
charche kiye tere subha sham humne
kya tu hai or kya teri ye mast adaye
tujhko haseena ka nam diya humne
tham le mehtab jigar rukht ye nakeb
agar chhod ke gai
taro ki chao tale shamma parawane mile

jane jaha shamma e mehfil bana diya
aji humne tumeh pyar ke kabil bana diya
hum jo na hote to tumeh kon puchta
humko duaye do tumeh kabil bana diya
sun zara o bekhabar kya tujhko khabar
hai zindagi teri to meri ek najar
hai man liya ishq bhi hai ek kayakash
husan se lagta to kayamat ko bhi
dar hai jaan ki to parwah na kare
dil jala jal jal ke mare shamma jab jale
taro ki chao tale shamma parawane mile
hoya kurban meri jan mile dil se dil jale
taro ki chao tale shamma parawane mile.