der lagi lekin maine ab hai jeena seekh liya
jaise bhi ho din maine ab hai jeena seekh liya
ab maine yeh jaana hai, khushi hai kya, gham kya
dono hi, do pal ki hai rutte na ye thahre na ruke
zindagi do rango se bane ab ruthe, ab mane
yehi to hai, yehi to hai, yahaa

koi sunaye jo hasti muskurati kahani
kehta hai dil, mai bhi sunu
aansu bhi moti ho jo kisi ke nishani
kehta hai dil, mai bhi junu
baahe dil ki ho baaho me chalta
chalun yunhi raaho me
bus yuhi, ab yaha, kab waha
der lagi lekin maine ab hai jeena seekh liya
aansuo ke bin maine ab hai jeena seekh liya
yeh kahan tu rah gaya zindagi, to hai jaise karvan
tu hai tanha kab yaha sabhi to hai, sabhi to hai yaha
sabhi to hai, sabhi to hai yaha.