sooraj ki baaho me, ab hai ye zindagi
kirne hai sanso me, baato me roshni
sooraj ki baaho me, ab hai ye zindagi
kirne hai sanso me, baato me roshni
jo bhi badali dil ki taal hai, ahaa
yu hi aaya ek khayal hai, ahaa
pate hum hai zindagi ik baar
kyu na kare khulke hum isko pyar
jane kiska hai hame intazar
ke zindagi yei hai aur yei
jo bhi kal tak bus aarzo, ahaa
wo hi paa gaye hai mai aur tu, ahaa
thaame hum haatho me yuhi haath
shahar bhar me ghoomenge saath saath
saare saare din saari saari raat
baras rahi hai ik khushi har kahi
sooraj ki baaho me, ab hai ye zindagi
kirne hai sanso me, baato me roshni
sooraj ki baaho me, ab hai ye zindagi
kirne hai sanso me, baato me roshni
naye naye sapne jo bunn sake
ussi zindagi ko kahu zindagi
naye naye raste jo chun sake
ussi zindagi ko kaho zindagi
har pal machalti ho jhoom ke chalti
ho wo hai zindagi
sooraj ki baaho me, ab hai ye zindagi
kirne hai sanso me, baato me roshni
sooraj ki baaho me, ab hai ye zindagi
kirne hai sanso me, baato me roshni
pate hum hai zindagi ek baar
kyu na kare khulke hum isko pyar
jaane kiska hai hame intazar
ke zindagi yei hai aur yei
sooraj ki baaho me, ab hai ye zindagi
kirne hai sanso me, baato me roshni
sooraj ki baaho me, ab hai ye zindagi
kirne hai sanso me, baato me roshni
sooraj ki, ab hai ye
baaho kirne hai sanso me, baato me roshni.