Mehndi hai rachnewaali
Haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
Mehndi hai rachnewaali
Haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
O hariyali banno
Le jaana tujhko guiyaan
Aane waale hai saiyaan
Thaamenge aake baiyaan
Goonjegi shehnaayi
Angnaayi angnaayi
Mehndi hai rachnewaali
Haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
Gaaye maiya aur mausi
Gaaye behna aur bhabhi
Ke mehndi khil jaaye
Rang laaye hariyaali banni
Gaaye phoofi aur chaachi
Gaaye naani aur daadi
Ke mehndi mann bhaaye
Saj jaaye hariyaali banni
Mehndi roop sanwaare
O mehndi rang nikhaare ho
Hariyaali banni ke aanchal
Mein utrenge taarein
Mehndi hai rachnewaali
Haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
Gaaje baaje baraati
Ghoda gaadi aur haathi ko
Laayenge saajan tere
Aangan hariyaali banni
Teri mehndi woh dekhenge
To apna dil rakhdenge woh
Pairon mein tere
Chupke se hariyaali banni
Mehndi roop sanwaare
O mehndi rang nikhaare ho
Hariyaali banni ke aanchal
Mein utrenge taarein
Mehndi hai rachnewaali
Haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai.