Pehle kabhi pehle kabhi
Yeh mausam tha kitna suhana
Pehle kabhi yeh mausam
Tha kitna suhana
Tumse mil ke khil utha
Tumse mil ke khil utha
Yeh virana virana
Fasle bahar
Fasle bahar ho ya rahe
Fiza ka zamana
Fasle bahar ho ya rahe
Fiza ka zamana
Ab to har jamane mein
Ab to har jamane mein
Sath nibhana o jana
Pehle kabhi yeh mausam
Tha kitna suhana
Pehle kabhi
Mukandar ne hamko
Jo gham de diye the
Wo gham bhul ke
Wo gham bhul ke
Chalo muskura le
Jamane ke sare
Sitam bhul ke
Sitam sitam bhul bhul ke
Dil ke karib
Dil ke karib aake
Suno dil ka tarana
Dil ke karib aake
Suno dil ka tarana
Tumse mil ke khil utha
Tumse mil ke khil utha
Yeh virana virana
Pehle kabhi yeh mausam
Tha kitna suhana
Pehle kabhi
Khushiya mili hain zara us khushi ka
Yakin kar to le yakin kar to le
Hasin khwab sa hain
Hakikat ka is mein rang bhar to le
Rang rang bhar to bhar to le
Hoga yeh rang
Hoga yeh rang gehra
Zara hone do purana
Hoga yeh rang gehra
Jara hone do purana
Ab to har jamane mein
Ab to har jamane mein
Sath nibhana o jana
Pehle kabhi yeh mausam
Tha kitna suhana
Pehle kabhi.